Friday, February 2, 2007

aajkal jara posts kam aa rahe hain kyonki har koi busy hai baniya berojgaari se ubar kar poora ktj ka bhaar apne kandhon par sambhal liya hai,nix to pahle se taranhaar tha,pari rp ke har sports mein outstanding performance de hi raha hai par latest news aaya hai ki outstanding se abhi in ho gaya hai ,nits bhai to gayab hain,pata nahin kaise milenge,choubey da pata nahin jhad jhud ke kahan gayab ho gaye sf ke baad dikhte hi nahin hain rp jaao tab bhi nahin.haan chaiti ra berojgaar hain abhi bhi as always aur baba bhi par baba cs mein machate rahte hain.aur ant mein ban da is back.latest news yahin tak nayi khabaron ke liye stay tuned aur midsem aane hi wala hai to phatni shuru ho gayi hai.

No comments: